Shama ke bagair to Parwane ki koi pahachan hi nahi hai...Shama jalke auron ko roshani deti jisse logon ko uske hone ka ehsas hota hai. magar Parwana to kewal shama ke agosh mein samana hi janta hai, usi ke liye usmein bechaini hai bekarari hai. Sath hi usi se uski shakhsiyat hai, usi se uski pahachan hai. Magar yadi wo thodi der aur ruk jaat to shayad deewangi ke alam ka kuchh raz bata jata, Ashiqi ke uchhatam shikhar ka kuchh drishya dikha jata...bhale hi wah manawi vivechana se pare hota, parantu prem ko dekhane ka naya nazariya manaw ko jaroor mil jata.
3 comments:
These lines achieved what poetry are supoosed to, evoking thousand pictures and possibilities. Well written!
Kaash...
shama jalayi na gayee hoti...

Post a Comment